THODI JAGAH LYRICS Song – Marjaavaan

THODI JAGAH LYRICS Song – Marjaavaan
THODI JAGAH Full LYRICS Song - MarjaavaanSong – Thodi Jagah
Movie – Marjaavaan
Singers – Arijit Singh
Musicians – Tanishk Bagchi
Lyricists – Rashmi Virag

Thodi Jagah Lyrics Song-

Thodi jagah dede mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main

Apni khushi deke main tujhe
Tere dard se jud jaaun main

Mila jo tu yahan mujhe
Dilaaun main yakeen tujhe
Rahun hoke tera sada
Bas itna chaahta hoon main

Thodi jagah dede mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main

Hoon besahara tere bin main
Tu jo na ho to main bhi nahi
Dekhun tujhe yaara jitni dafa main
Tujhpe hai aata mujhko yakeen

Sabse main judaa hoke abhi
Teri rooh se jud jaaun main

Mila jo tu yahan mujhe
Dilaaun main yakeen tujhe
Rahun hoke tera sada
Bas itna chaahta hoon main

Thodi jagah dede mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *