Parinda Lyrics – Amaal Mallik
Parinda Song Details –
Song: Parinda
Singer: Amaal Mallik
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Manoj Muntashir
Parinda Lyrics –
Jalna bhujhna, bujhke jalna
Marna Jeena, Marke jeena
Maangne wali cheez nahi ye
Mauka uska jisne cheena
Girna uthna, Uthke Chalna
Chad ja ambar zeena zeena
Yaad rahe ye shart safar
Peeche mudke dekh kabhi na
Jeet ka junoon hai to
Haar sochna kyu
Jab zindagi hai ek he
Do baar sochna kyuuu?
Main Parinda Kyu Banu
Mujhe aasman bann na hai
Main ek panna kyu rahu
Mujhe daasta bann na hai
Main Parinda Kyu Banu
Mujhe aasman bann na hai
Koi to wajah hai
Jo zidd pe aaddi hai ye dhadkane
Yehi to maza hai
Kia jo kisi ne nahi hum kare
Talvaar haath mein hai tere
De maar sochna kyu
Jab zindagi hai ek he
Do baar sochna kyu
Main Parinda Kyu Banu
Mujhe aasman bann na hai
Main ek panna kyu rahu
Mujhe daasta bann na hai
Main Parinda Kyu Banu
Mujhe aasman bann na hai
You may also like –
Khamoshiyan Lyrics (Title Song) – Arijit Singh
Oh Saaiyaan Lyrics – Arijit Singh [The Power]
Aabaad Barbaad Song Lyrics – Arijit Singh
Mohenjo Mohenjo Hindi Lyrics – Arijit Singh